yaha kon karta hai gup shup muje bi pata chale ji aur kesi gup shup hoti hai 
_________________
Dayaar-e-ghair mai kesy tujhy sada daitay,,, tu mil b jata to aakhir tujhay ganva dety,,,,tumhi ne ham ko sunaya na apna dukh,,, varna,duaa wo karte ke ham aasmaan hila dety