fiza Admin


Posts: 51 Join date: 2008-07-17
 | Subject: meri pasand Sat Jul 19, 2008 8:26 am | |
| wafaa ke sheesh mahal mein sajaa liyaa main ne vo ek dil jise patthar banaa liyaa main ne
ye soch kar ki na ho taak mein Khushi koi Gamon ki ot mein Khud ko chhupaa liyaa main ne
kabii na Khatm kiyaa main ne roshani ka muhaaz agar chiraag bujhaa, dil jalaa liyaa main ne
kamaal ye hai ki jo dushman pe chalaanaa thaa vo teer apne kaleje pe khaa liyaa main ne 'Qateel' jis ii adaavat mein ek pyaar bhi tha us aadami ko gale se lagaa liyaa main ne  _________________ Dayaar-e-ghair mai kesy tujhy sada daitay,,, tu mil b jata to aakhir tujhay ganva dety,,,,tumhi ne ham ko sunaya na apna dukh,,, varna,duaa wo karte ke ham aasmaan hila dety
|
|
mehar-badshah Admin


Posts: 383 Join date: 2007-12-29 Age: 20 Location: lahore
 | Subject: Re: meri pasand Sun Jul 20, 2008 10:48 pm | |
| |
|
fiza Admin


Posts: 51 Join date: 2008-07-17
 | Subject: Re: meri pasand Sat Jul 26, 2008 6:15 am | |
| hehehehehehe thankssssss mehar jiii _________________ Dayaar-e-ghair mai kesy tujhy sada daitay,,, tu mil b jata to aakhir tujhay ganva dety,,,,tumhi ne ham ko sunaya na apna dukh,,, varna,duaa wo karte ke ham aasmaan hila dety
|
|